Ye Janaza Hai ALI (asw) Ka, Shah E Khebar Geer Ka
Aj Baba Mar Gaya He Shabbar O Shabir (asw) Ka
Ya Rasool Allah (saww) ye Jebrai (as) ne Roker Kaha
Aik Halqa or Tota Noor ki Zanjeer Ka
Kion Chali Tegh he Dar per Aye Ibne Muljim (LA) Bata
Qtal Quran Kerdya Kata Gala Tafseer Ka
Gham Ali (asw) ki Betyon (sa) ke phir se Taza Hogaya
Gham Abi Bholi Khahan then Madar E Dilgeer (sa) Ka
Bar Ibn E Muljim Lanat Baishumar
NAME
Ali
IMAMAAT
1st Imam from the silsila-e-Imamaat
TITLE
Ameer-al-momineen, Mola-e-Kaayenaat, Abul Hasan
FATHER
Hazrat Abu Talib
MOTHER
Hazrat Fatima Binte Asad
BIRTH DATE
13th Rajab, born inside KABAH (10 yrs bfr the raising of Prophet)
AGE
63 Years
DIED ON
Morning of 21st Ramadhan 40th Hijrah
DEATH PLACE
Masjid-e-Kufa
HOLY SHRINE
Najaf-e-Ashraf (IRAQ)
DO BAR NAMAZ SHAHEED HOWI IK MASJID MAIN IK MAKTAL MAIN