Nahi jo jante, ao Ali (a.s) ko ab jano !
Ali (a.s) ko janne walo, Ali (as) ko pehchano !
Guzaru zindagi apni usi ki chahat per
Ali (a.s) ko manne walo , Ali (a.s)ki bhi mano !



Masha.Allaha




Moula Ziyarat Ky Liye Bula Lejiye
Mujy Zawwar Bana Dejiye



Kisi ne poocha humse un teeno ka
pata...
Hamne keh diya kahaan bhaag gaye kya
pata...
Hamne to har jung me yahi suna...
Ali (a.s) hain la fataah or wo teeno
hain laapataa

Abu'Abdillah عليه السلام

جعفر بن محمد الصادق 
Sixth Imam of Shi'a Islam.
Al-Sadiq Is Said To Be Highly Respected By Both Shia And Sunni Muslims For His Great Islamic Scholarship, Pious Character, And Academic Contributions.

Name - Ja'far

Title - As-Sadiq

Kunyat - Abu Abdullah

Born - Monday 17th of Rabi-ul-Awwal 83 A.H. in Medina

Father's Name - Muhammad ibn Ali

Mother's Name - Umme-e-Farwah

Died - At the age of 65 years, at Medina, on Monday, 15th Rajab 148 AH. Poisoned by Mansur Dawaneeqi the Abbasite

Buried - Jannat-ul-Baqi



 SALAM Ya Zehra (s.a) 



Jiske Dil Me HUSAIN (as) Rehta hai,Farshe Majlis Ka Jo Bichata Hai,Jo Bhi Nauha Kahi Sunata hai,Leke Naam e HUSSAIN (as) rota hai,uska ZAHRA (sa) Salaam karti hain,usko ZAHRA (sa) Salaam karti hain.usko ZAHRA (sa) Salaam karti hain





سردار جنت حسین(ع) هونگے میرا مولا علئ حکمران هو گا. وهاں علئ کے سب چاهنے والے هونگے بغض رکھنے والوں کا نه نام هوگا. محمد(ص) نے یه فرما دیا تھا جو حسین(ع) سے هے پیار کرتا وه میرے بهت قریب هوگا. گل یه نقشه هے اس سلطنت کا جهاں حسینیت کا راج هوگا. جن حاکموں نے یه کهدیا تھا نبی کی کوئی وراثت نهیں. جنت کا وارث تو هے حسین(ع) وهاں ان کا داخله ممنوع هوگا.

Jab Ek Sath Ye Duniya Ali Ali a.s Boley...
To Fir Na Kyu Dar E Kaba Ali Ali a.s Boley...

Merey Imam(a.s) Ka Ho Jaye Gar Ishara to..
Kafan Ko Cheer Ke Murda Ali Ali a.s Boley...

Har Ek Maa Ki Ye Hasrat Hai Mera Bachcha Bhi..
Laga Ke Haideri Nara Ali Ali a.s Boley...

Zaban Waley Jo Boley To Ismey Hairat Kya...
Maza To Tab Hai Ke Goonga Ali Ali a.s Boley..


Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Agar (zaalim ko sabr karke) maaf kar do to yeh bohot achcha hai” (Quran: Chapter/Sura-e-Nahl: Verse/Ayat no. 126)