MUNQABAT | USOOL-E-DEEN BY SYED SHADMAN RAZA NAQVI


USOOL-E-DEEN BY SYED SHADMAN RAZA NAQVI by bilal-xaidi

What is Backbiting (Geebat)??




Question 


What is the proper definition of 'backbiting'? Please, give some references from the Quran and Hadith also.

Answer

Backbiting means “speaking ill of a believer in their absence with the purpose of disparaging or not, and no matter whether the alleged shortcoming was related to his body, lineage, behaviour, deeds, statements, religion, or life, and other defects which are [usually] concealed from the people. Similarly, it does not matter whether the description was done by words or by gesture.”42

Ayatullah Sistani


aye imaan walon koi qaum kisi qaum ka mazaq na uraaye
mumkin hai woh loug un se behetter hon aur na auratein
hi doosri auraton ka mumkin hai un se behetter hon
aur na aapas mein taana zani aur ilzam tarashi kiya karo
aur na eik doosre ke bure naam rakha karo

Quran surat al Hijraat,ayat#11



Aur na peet peechhe eik doosre ki buraiy kiya karo
kya tum mein se koi shakhs pasand karega ke woh
apne murde bhai ka gosht khaaye so tum isse nafrat karte ho
aur ALLAH se daro beshak ALLAH tauba ko bohot
qabool farmane wala bohot rehem farmane wala hai

Quran surat al Hijraat,ayat#12



Har us shakhs ke liye halakat hai jo(rubaru)tana zani karne wala hai
(aur pas e pusht)ayeb juwi karne wala hai

Quran surat al Hummaza ayat.#01